Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


shaadi ke liye razaamand kar li razaamand kar li maine ik ladki pasand kar li shaadi ke liye razaamand kar li razaamand kar li maine ik ladki pasand kar li udati chidhiya pinjre mein band kar li udati chidhiya pinjre mein band kar li band kar li maine ik ladki pasand kar li shaadi ke liye razaamand kar li maine ik ladki pasand kar li banke bhanvraa ab baag mein banke bhanvraa ab baag mein kaliyon ke peechhe nahin bhaagunga main shaam savere bas aaj se galiyon mein ab nahin jhaankunga main nainon ki khidki maine band kar li haan band kar li maine band kar li maine ik ladki pasand kar li udati chidhiya pinjre mein band kar li udati chidhiya pinjre mein band kar li maine ik ladki pasand kar li meri nazron ne husn ki meri nazron ne husn ki naazuk bahaaron ko chhoo liya naaz hai mujhko taqdeer par maine sitaaron ko chhoo liya maine to kismat buland kar li haan buland kar li haan buland kar li maine ik ladki pasand kar li udati chidhiya pinjre mein band kar li udati
shaadi shaadi shaadi aai aaiyo haan kismat ki baat hai maalik ke haath hai kismat ki baat hai maalik ke haath hai kismat ki baat maalik ke haath jeevan ke saath hai shaadi shaadi shaadi sunta hai sabki jag ka wo daata shaadi karaane mein uska kyaa jaata are bhai uska kya jaataa sunta hai sabki jag ka wo daata shaadi karaane mein uska kyaa jaata duniya mein dekho qadam qadam par duniya mein dekho qadam qadam par koi na koi koi na koi baaraat hai kismat ki baat hai kismat ki baat maalik ke haath jeevan ke saath hai shaadi shaadi shaadi haay gori gori kaali kaali patli kamar waali illi billi khaali pili pyaari pyaari aankhon waali shaadi shaadi shaadi maalik ne chahaa to apni bhi hogi jaisi bhi hogi achchhi hi hogi are bhai achchhi hi hogi maalik ne chahaa to apni bhi hogi jaisi bhi hogi achchhi hi hogi bimla yaa kamla amlaa yaa ramla bholi ho bhaali yaa nakhrewaali lim boli bimbalabori igalaapaa pori gaanv ki gori natkhat chhori haath mein kangan kaan mein baali uhun
shaam bhi koi jaise hai nadi lehar lehar jaise beh rahi hai koi ankahi koi ansuni baat dhimi dhimi keh rahi hai kahin na kahin jaagi huyi hai koi aarzoo kahin na kahin khoye huye se hai main aur tu ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai khaamosh dono ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai madhosh dono jo ghumsum ghumsum hai ye fizaayen jo kehti sunti hai ye nighaahen ghumsum ghumsum hai ye fizaayen hai naa haa haa haa haa ha ha ha hu huuu haa haa haa haa ha ha ha hu huuu suhaani suhaani hai ye kahaani jo khaamoshi sunaati hai jise tune chaaha hoga wo tera mujhe wo ye bataati hai main magan hoon par na jaanun kab aane wala hai wo pal jab haule haule dheere dheere khilega dil kahin koi ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai khaamosh dono ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai madhosh dono jo ghumsum ghumsum hai ye fizaayen jo kehti sunti hai ye nighaahen ghumsum ghumsum hai ye fizaayen hai naa ye kaisa samay hai kaisa sama hai ke shaam hai pighal rahi ye sab kuchh haseen hai
shaam bhaye ghanshyaam na aaye shaam bhaye ghanshyam na aaye shaam bhaye ghanshyam na aaye sab ke kaam banate phirte sab ke kaam banate phirte mujh dukhiya ke kaam na aaye shaam bhaye ghanshyam na aaye shaam bhaye mann mein aag nayan mein pani mann mein aag nayan mein pani kis ko sunaun dukh ki kahani main royun aur hansti hai duniya kar ke mujhe badnaam na aaye shaam bhaye ghanshyam na aaye shaam bhaye path herat pathra gai ankhiyan path rat pathra gai ankhiyan murjhayi palkon ki pakhiyan main birhan sita si vyakul jiske rajaraam na aaye shaam bhaye ghanshyam na aaye shaam bhaye ghanshyam na aaye shaam bhaye
shaam dhale jamuna kinaare kinaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare shaam dhale jamuna kinaare kinaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare kabhi ruke kabhi chale raadha chori chori piya kahe aa jiya kahe nahin gori raadha sharmaye manwa ghabraye paniyaa bharne woh jaaye na jaaye hari soche brijbala brij mein hai holi kaanha rang denge mohe haai barjori log karenge yeh ishaare ishaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare hmmmm hmmmmm hmmmmm ho ho ho ho ho ho ho ho ho koi kahe shayam se na baansuri bajaaye hoooo chain kisi ka woh chitchor na churaaye hoooo dagmag dole jiyaa ki naiyaa dagmag dole jiyaa ki naiyaa chale jab purwaiyaa chhede bansi kanhaiyaa jaadoo bhare naina daare nainwa ki dori soye saara jag jaage ek chakori raat kate gin gin ke taare taare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare shaam dhale jamuna kinaare kinaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare ho re hoooo hooooo o o o panghat pe sakhiyaan karti hai batiyaan mohan se laagi raadha ki
shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum seeti bajaana chhod do ghadi ghadi khidki mein khadi tum teer chalaana chhod do tum teer chalaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do roz roz tum meri gali mein chakkar kyun ho kaatte ajee chakkar kyun ho kaatte sachchi sachchi baat kahoon main sachchi sachchi baat kahoon main aji tumhaare vaaste tumhaare vaaste jaao jaao hosh mein aao yun aana jaana chhod do yun aana jaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do mujhse tumhein kya matlab hai ye baat zara batlaao baat fakat itni si hai ke tum meri ho jaao aao aao tum meri ho jaao aisi baatein apne dil mein saahib tum laana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do chaar maheene mehnat ki hai aji rang kabhi to laayegi jaao jaao ji yahaan tumhaari daal kabhi galne na paayegi aji daal kabhi galne na paayegi dilwaalon
shaam e gham ki kasam aaj ghamgin hain hum aa bhi jaa aa bhi jaa aaj mere sanam shaam e gham ki kasam dil pareshaan hai raat viraan hai dekh jaa kis tarah aaj tanhaa hain hum shaam e gham ki kasam chaen kaisaa jo pehlu mein tu hi nahin maar daale na dard e judaai kahin rut hansin hai to kyaa chaandni hai to kyaa chaandni zulm hai aur judaai sitam shaam e gham ki kasam aaj ghamgin hain hum aa bhi jaa aa bhi jaa aaj mere sanam shaam e gham ki kasam ab to aajaa ke ab raat bhi so gayee zindagi gham ke sehraaon mein kho gayee ab to aajaa ke ab raat bhi so gayee zindagi gham ke sehraaon mein kho gayee dhundhati hai nazar tu kahaan hai magar dekhte dekhte aayaa aankhon mein dum shaam e gham ki kasam aaj ghamgin hain hum aa bhi jaa aa bhi jaa aaj mere sanam shaam e gham ki kasam
shaame bahara subhe chaman shaame bahara subhe chaman tu mere khwaabon ki pyari dulhan tu mere khwaabon ki pyari dulhan shaame bahara subhe chaman shaame bahara subhe chaman tujhse nazar meri takra gayi tujhse nazar meri takra gayi jannat baru ye zameen aa gayi dil ke andheron mein footi kiran dil ke andheron mein footi kiran shaame bahara subhe chaman shaame bahara subhe chaman tu mere khwaabon ki pyari dulhan shaame bahara subhe chaman dil chheenti hai teri har ada dil chheenti hai teri har ada maasoom shokhi mein doobi haya kya sadgi hai ye kya baankpan kya sadgi hai ye kya baankpan shaame bahara subhe chaman shaame bahara subhe chaman tu mere khwaabon ki pyari dulhan shaame bahara subhe chaman tere liye kitna bechain tha tere liye kitna bechain tha mujh par khuda ko taras aa gaya kaam aa gayi mere dil ki lagan kaam aa gayi mere dil ki lagan shaame bahara subhe chaman shaame bahara subhe chaman tu mere khwaabon ki pyari dulhan tu mere khwaabon ki pyari dulhan
raat bhar deeda e nam naak mein lehraate rahe saans ki tarah se aap aate rahe jaate rahe shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi khush the hum apni tamannaaon kaa khaab aayega khush the hum apni tamannaaon kaa khaab aayega nazren neechi kiye sharmaaye huye aayega kaa kule chehre pe bikhraaye huye aayega kaa kule chehre pe bikhraaye huye aayega pattiyaan khadki to hum samjhe ke aap aa hi gaye haaye sajde masjood ke maamood ko hum paa hi gaye shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi subah ne sej se uthte huye li angdaayi subah ne sej se uthte huye li angdaayi aye subah tu bhi jab aayi to akeli aayi meri mehboob mere hosh udaane waali meri masjood meri rooh pe chhaane waali aa bhi jaa taaki mere sajdon ka armaan nikle haaye aa bhi jaa taaki tere kadmon pe meri jaan nikle
sa sa sa sa sa sa sa sa sa re ga sa ni sa re ni sa pa ga ma pa ni sa ga pa pa pa pa dha pa dha pa pa ma ga re sa chudiyon ki tokri phoolon ka chhaaba haai chudiyon ki tokri phoolon ka chhaaba ho chudiyon ki tokri phoolon ka chhaaba doli mein bhar ke noor behisaaba veera di ghodi tap gayi veera di ghodi tap gayi duaba baaje aangan mein dholak baaje aangan mein dholak mere veer ne chadhna ghodi te ghodi thai thai naache mere veer ne chadhna ghodi te ghodi thai thai naache chal ghodi ko daale ghunghroo aur aage aage dhaf baaje veera di ghodi tap gayi veera di ghodi tap gayi duaba baaje aangan mein dholak baaje aangan mein dholak mere veer ne chadhna ghodi ghodi na khaaye daana mere veer ne chadhna ghodi ghodi na khaaye daana khaaye to choor ke laddoo pista baadam bhai laana veera di ghodi tap gayi veera di ghodi tap gayi duaba baaje aangan mein dholak baaje aangan mein dholak kikliyaan daalo kikliyaan kikliyaan daalo kikliyaan arre jalti bhujti titliyaan behno ne
shabnam ka ye katra hai yaad kaa ik sharaara shabnam ka ye katra hai yaad kaa ik sharaara pyaar muhabbat kehta hai jisko ye zamaana saara shabnam ka ye katra hai shaq ek begaana hota hai apno ki mehfil mein aankhon mein kya dhoondh rahe hon jhaanko mere dil mein diiiilllll mein aankhen hain do chamkile pathar dil hai ek sitaara pyaar muhabbat kehta hai jisko ye zamaana saara shabnam ka ye katra hai yaad kaa ik sharaara pyaar muhabbat kehta hai jisko ye zamaana saara ye zamaana saara ye zamaana saara ye zamaana saara
shadjane paaya ye vardaan shadjane paaya ye vardaan koi bhi swar sa thehraa kar koi bhi swar sa thehraa kar gaalo chatur sujaan shadjane paaya ye vardaan shadjane paaya ye vardaan sa se ni tak shudh swaron mein hota raag bilaawal ga ma re ga pa ni dha ni sa ga re sa ni sa dha ni sa ni dha pa ma ga ma re ga ma pa ga ma re saa se ni tak shudh swaron mein hota raag bilaawal re ko saa samjho to kaafi ga ni jismein komal ni dha pa ma ga re ga re sa re sa re ga re ga ma ga ma pa dha ni sa ga re sa ni dha pa ma ga re sa re ko sa samjho to kaafi gaa ni jismein komal ah ah ah gaa ko sa maano to bhairavi ki hoti pehchaan shadjane paaya ye vardaan shadjane paaya ye vardaan aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa madhyam ko saa maan chalo to yaman kalyaan kahaaye ma dha ni ni dha ni ma dha ni re ga ni ga ni re ma ma pa ga re sa ni ma dha sa ma dha ni ma pa sa madhyam ko saa maan chalo to yaman kalyaan kahaaye aaa aaa shudh swaron mein teevar madhyam kaisi shobha paaye shudh swaron mein
shrishtiniyaamak hai bhi tu sanchaalak bhi saare kashto ke ho tum sanghaarak bhi shrishtiniyaamak hai bhi tu sanchaalak bhi saare kashto ke ho tum sanghaarak bhi sab devo ke dev ho tum gandeva sab devo ke dev ho tum gandeva shael sutha ke aankhon ke tum taare ho aagyaa paalak ho tum shiv dulhaare ho modak priy ho tera moshak vaahan hai bhaal chandra hai tera gaj ka aanan hai ho jaao tum prasann mit jaaye dukh turant hey ganesha hey ganesha ho jaao tum prasann mit jaaye dukh turant hey ganesha hey ganesha shael sutha ke aankhon ke tum taare ho aagyaa paalak ho tum shiv dulhaare ho modak priy ho tera moshak vaahan hai bhaal chandra hai tera gaj ka aanan hai ho jaao tum prasann mit jaaye dukh turant hey ganesha hey ganesha ho jaao tum prasann mit jaaye dukh turant hey ganesha hey ganesha sumukhasch ekdantascha kapilo gajakarnakah lambodarashcha vikato vighnanaasho vinaayakah dhuumraketurganaadhyaksho haalachandro gajaananah dvaadashaitaani naamaani yahpatheth
ha thodi thodi dheeli dheeli thodi thodi geeli geeli thodi thodi mili juli feeling pal mein guzar jaaye pal mein thehar jaaye hai yeh badi silly silly feeling yippee aaj hum hippie nachenge kudenge chhu lenge ceiling lakh main rokoon ho maane na kamariya nikammi beat baje to i got shake it like shammi i got shake it like shammi i got shake it shake it shake it shake it like shammi i got shake it shake it shake it shake it like shammi phulljhadi aankhon mein diwaali baaton mein qawwali chhori ka lehza mast hai phulljhadi dekhe jo bhi kehta hai zabardast hai neende churaane aayi paagal banaane aayi apne andaaz mein yippie aaj hum hippie lenge bhare bhare gilaason ki chummi la la la lakh main rokoon ho maane na kamariya nikammi beat baje to i got shake it like shammi i got shake it like shammi i got shake it shake it shake it shake it like shammi i got shake it shake it shake it shake it like shammi bedhadak mauj manaa le raaton ke hawaale kar de saari uljhane
jisne dekha dance tera wo tere pichhe ho liya dance floor pe teri khatir dhol bajaye dholiya haaan jisne dekha dance tera wo tere pichhe ho liya hoye dance floor pe teri khatir dhol bajaye dholiya mashhoor tere thumke canada tak ni canada tak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni aaj khushi mein hoja crazy pee le desi ya angrezi naino waali bottle se tu peg bhar le do dilon ki ho gayi yaari rasmein poori ho gayin saari dil jaise chaahe waise tu nach le hoooo aaj khushi mein hoja crazy pee le desi ya angrezi naino waali bottle se tu peg bhar le haye do dilon ki ho gayi yaari rasmein poori ho gayin saari dil jaise chaahe waise tu nach le hey dharti hila de gori pair tak ni pair tak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni kaan mein tere
hoo pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere haath pakad le haath badha de apne mandir tak pahuncha de haath pakad le haath badha de apne mandir tak pahuncha de sir pe dukh ki raina naahin chaina pyaase naina darshan ke jag mein jiska naam hai jeewan ek yudh hai sangraam hai jeewan jag mein jiska naam hai jeewan ek yudh hai sangraam hai jeewan tera naam pukaara dukh ka maara maa main haara is jeewan se tere dwaare jo bhi aaya usne jo maanga wo paaya tere dwaare jo bhi aaya usne jo maanga wo paaya main bhi tera sawaali shakti shaali sheron waali maa jagdambe pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere
shamaa se koi keh de ki tere rahte rahte andheraa ho rahaa ki tum ho wahaan to milne ko yahaan patangaa ro rahaa sitaaro unse kehnaa nazaaro unse kehnaa sazaa ye ho rahi ki tum ho wahaan to milne ko yahaan shamaa bhi ro rahiii sitaaro unse kehnaa tadaptaa pyaar ke ho deedaar magar deewaar humen roke tadaptaa pyaar ke ho deedaar magar deewaar humen roke shamaa aise jale jaise patange se judaa ho ke judaa ho ke duhaayi dete dete judaayi sahte sahte andheraa ho rahaa ki tum ho wahaan to milne ko yahaan patangaa ro rahaa shamaa se koi keh de rulaate hain jalaate hain mitaate hain yahaan apne rulaate hain jalaate hain mitaate hain yahaan apne mitaane se nahin mitate mohabbat ke amar sapne amar sapne judaayi hanske sehna ke mere hoke rehnaa sazaa ye ho rahi ke tum ho wahaan to milne ko yahaan shamaa bhi ro rahiii sitaaro unse kehnaa bandhi zanjeer magar bepeer teri tasveer nahin jaati bandhi zanjeer magar bepeer teri tasveer nahin jaati sitam ki baat sahen ham ghaat
hooooooo ooooo oooooo oooooo hooooooo ooooo oooooo oooooo oooooooo ooooo oooooo shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali hai yahi dard ke jal jaaye patanga naa kahin shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali usne chaaha ke mera chaahne waala to rahe usne chaaha ke mera chaahne waala to rahe main rahun yaa naa rahun ghar ka ujaala to rahe apne preetam ke liye chhod di preetam ki gali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali bhool kar sab ko bas ek apni wafaa saath liye bhool kar sab ko bas ek apni wafaa saath liye apne hi ashkon mein bheegi huyi ek raat liye ghum ke toofan mein gheeri thokaren khaati nikli shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali apne begaane chhute lakht e jigar chhut gaya apne begaane chhute lakht e jigar chhut gaya ghum ke sholon mein chhupi aisi ke ghar chhut gaya doobne aayi hai paani mein naseebon ki jali shamma bujhne ko chali
maj gun gan gin tuna o phir purr pharr chhinn chhunnaa shamma jali parwaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hoooo oooo oooo pyaar ki aag mein jal jaane ko aaj koi deewana aaya aaj koi deewana aaya shamma jali hoooo oooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hoooo oooo oooo oooo oooo aankh se nikle khushi ke aansoon zabaan pe ik afsaana aaya zabaan pe ik afsaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali duniyaa mein do dil waalon ka mil ke bichhadna khel nahin hai haaye khel nahin hai duniyaa mein do dil waalon ka mil ke bichhadna khel nahin hai haaye khel nahin hai jeevan bhar ka sang hai apna chaar dinon ka mel nahin hai jeevan bhar ka sang hai apna chaar dinon ka mel nahin hai hoooo oooo oooo laut ke phir mehfil mein teri dekh tera mastaana aaya dekh tera mastaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hum bhi jale parwaana ban kar hum ko seekha do apni adaayen hoooo oooo
ha aaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaa aaaaaa aaaaaaaa shamma mein taaqat kahan jo ek parwane mein hai ek parwane mein hai lutf jalne mein nahin jal jal ke mar jaane mein hai jal jal ke mar jaane mein hai chandani raaton mein aksar sochta rehta hoon main chandani raaton mein aksar sochta rehta hoon main kiski ye tasveer hai jo dil ke viraane mein hai dil ke viraane mein hai may ki masti to utar jaati hai thodi der mein may ki masti to utar jaati hai thodi der mein zindagi bhar ka nasha aankhon ke paimane mein hai aankhon ke paimane mein hai tu kahe to aasman ki dhajjiyaan kar doon sanam ooo tu kahe to aasman ki dhajjiyaan kar doon sanam aaj ik aisi bhi vahashat tere deewaane mein hai tere deewaane mein hai shamma mein taaqat kahan jo ek parwane mein hai ek parwane mein hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Shaadi Ke Liye Razaamand Kar Li Devi (1970) 03:54 31014
 
Poster of Devi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Nutan
Duration : 03:54   Song Number : 31014   

Shaadi Shaadi Ladki (1953) 02:42 17279
 
Poster of Ladki (1953)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R Sudarshanam
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Bharat Bhushan
Duration : 02:42   Song Number : 17279   

Shaam Aisha (2010) 04:46 32400
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Abhay Deol, Sonam Kapoor
Duration : 04:46   Song Number : 32400   

Shaam Bhaye Ghanshyam Na Aaye Kavi Kalidas (1959) 03:25 38201
 
Poster of Kavi Kalidas (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nirupa Roy
Duration : 03:25   Song Number : 38201   

Shaam Dhale Jamuna Pushpanjali (1970) 06:27 21232
 
Poster of Pushpanjali (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishoree Sahu, Sanjay, Lalita Pawar
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:27   Song Number : 21232   

Shaam Dhale Khidki Talle Albela (1951) 03:40 21229
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 21229   

Shaam E Gham Ki Kasam Footpath (1953) 03:12 21230
 
Poster of Footpath (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:12   Song Number : 21230   

Shaame Bahara Subhe Chaman Aaja Sanam (1975) 04:59 37366
 
Poster of Aaja Sanam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M K Zaved
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Tanuja, Firoz Khan
Duration : 04:59   Song Number : 37366   

Shab Ke Jaage Huye Tamanna (1996) 06:45 15678
 
Poster of Tamanna (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Paresh Rawal
Duration : 06:45   Song Number : 15678   

Shaba Ni Shaba Pinjar (2003) 05:42 12238
 
Poster of Pinjar (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Isha Koppikar, Sanjay Suri
Duration : 05:42   Song Number : 12238   

Shabnam Ka Ye Katra Hai Sharara (1984) 03:04 10688
 
Poster of Sharara (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:04   Song Number : 10688   

Shadjane Paaya Tansen (1979) 13:00 37197
 
Poster of Tansen (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 13:00   Song Number : 37197   

Shael Sutha Ke Aankhon My Friend Ganesha (2007) 06:10 18878
 
Poster of My Friend Ganesha (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Ravi Verma
Music Director- 
Nirmal Shekhar
On Screen Actors- 
Kiran Janjani, Sheetal Shah
Duration : 06:10   Song Number : 18878   

Shake It Like Shammi Hasee Toh Phasee (2014) 03:28 36430
 
Poster of Hasee Toh Phasee (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Vishal-Shekhar
Singer- 
Benny Dayal
On Screen Actors- 
Adah Sharma, Sidharth Malhotra
Duration : 03:28   Song Number : 36430   

Shakira No Problem (2010) 04:01 37266
 
Poster of No Problem (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Duration : 04:01   Song Number : 37266   

Shakti De Maa Ashanti (1982) 04:21 32822
 
Poster of Ashanti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 04:21   Song Number : 32822   

Shamaa Se Koi Keh De Jai Bhawani (1961) 04:04 36873
 
Poster of Jai Bhawani (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
S Mohinder
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Jaishree
Duration : 04:04   Song Number : 36873   

Shamma Bujhne Ko Chali Ganga Ki Lahren (1964) 03:40 12350
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:40   Song Number : 12350   

Shamma Jali Parwaana Aaya Amber (1952) 03:08 12266
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:08   Song Number : 12266   

Shamma Mein Taaqat Kahan Jo Naya Kanoon (1965) 03:40 38512
 
Poster of Naya Kanoon (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan Bhatt
Duration : 03:40   Song Number : 38512